सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Rakshabandhan

Namashkar dosto aap sabhi ko Rakshabandhan tyohar ki bahut- bahut badhai. Doston jaisa ki aap sabhi jante hain ki Rakshabandhan ka tyohar hamare bhart desh men bahut hi prem purvak manaya jata hai. Rakshabandhan ke din sabhi bahane apne bhai ke kalai par rakhi bandhti hai. Is din sabhi bahan apne bhai se apni Rakaha ke liye Rakhi bandha karti hain. Rakshanbandhan ka tyohar bhai Aur bahan ke prem ka tyohar hai. Happy Rakshbandhan.